Meri Ulffat Madine se yunhi Nahi
Naat Lyrics | By Mohammed Shabaz Qadri
Hindi naat lyrics | Urdu naat lyrics
Madina Madina Madina Madina
Madina Madina Madina Madina
Meri ulfat madine se yunhi nahi
Mere Aaqa ka roza madine mai hai
Main madine ki janib na kaise khichu
Mera deen aur duniya madine mein hai
Meri ulfat madine se yunhi nahi
Mere Aaqa ka roza madine mai hai
Arsh e azam pe jiski badi shan hai
Roza e mustafa jiski pehchan hai
Roza e mustafa jiski pehchan hai
Jiska ham palla koi mohalla nahi
Ek aisa mohalla madine mai hai
Meri ulfat madine se yunhi nahi
Mere Aaqa ka roza madine mai hai
Fir muje maut ka koi khatra na ho
Maut kya zindagi ki bhi parvah na ho
Maut kya zindagi ki bhi parvah na ho
Kash ek baar sarkar mujse kahe
Aa tera jina marna madine mai hai
Meri ulfat madine se yu hi nahi
Mere Aqa ka roza madine mai hai
Sarware do jahaa se duaa hai meri
Ha yehi chashme ter ilteja hai meri
Ha yehi chashme ter ilteja hai meri
Unke firestar mein mera bhi naam ho
Jinka roj aana jana mein jeene mein hai
Meri ulfat madine se yu hi nahi
Mere Aqa ka roza madine mai hai
Jab najar suye taiba ravana hui
Sath dil bhi gaya sath jaan bhi
Sath dil bhi gaya sath jaan bhi
Main muni ab rahunga yahan kis liye
Mera Sara asasa Madina mein hai
Meri ulfat madine se yu hi nahi
Mere Aqa ka roza madine madine
Mere Aqa ka roza madine mai hai
- By Mohammed Shabaz Qadri
![]() |
Download now |
0 Comments